YouTube Introduced New Punishment for Creators ! NO Video Discovery & Recommendation full information In Hindi
youtube ne 9th -feb-2018 ko nayi punishment announced kiya hai jo ki Youtubers ke liye Thik nahi hoga! aap ko pata hogi ki koi community guide line ko koi violation karta hai to us se community guide lines ka strike diya jata hai! or copy write karte to copy write ka strike milta tha but abhi youtube ne New punishment Announced ki hai.to ye do no to rahege hi or kuch new add kiya gya hai to chaliye jan lete hai...
kuch specific violation ager aap karte ho jese ki Auto Subscriber, auto views Etc. to aap ko smaj aagya hoga ki hame auto jesa koi bhi tool use nahi karna hai! or Community ke khilaf nahi jana hai...
Ager aap Violation karte ho to aap ko kuch punishment di jaye gi:-
- Google preference me se Channel ko Remove [ager kisine serch kiya to Home page mai show nahi hoga]
- also Suspended,cancel or remove [ ager aap Violation karte hoto ]
- not Show in Treading section
- most important Not show in search [ Aap ka Channel search me nahi aaye ga!]
To ek side se dekhe to Aap ki channel ki Discovery nahi hogi!
TO CHALIYE JAN LETE HAI KI YOUTUBE NE KAY KHA:-
'' Hali mai Hame kafi paresani hui hai , jo hamare advertiser the unone hame kafi complaints ki ye hai , ham nahi chahte ki advertisers ka hamare uperse visvas ude!,hamne kafi Strong rules rkhe the but kuch log bde dimag se hamere community guide line ke kilaf nahi gaye hala ki unone kafi tool ka istemal kiya hai but kuch dimag vale logo bach gye!,hame kafi bura lagra hai ki ham kafi slow the ... kuch log Galt content dal rhe the , samaj mai galt chije faila rhye the, abhi ham is baat ko leke kafi paresan hai to isilye hamne New punishment laayi hai taki log Galt fayda na utha ske! aasa hai ki aap rules ko follw kare ge"
BY PAWAN RAJPUT....
you may also like:-why blades have Cut Inside /Blades mai Cut kyu hota hai?
Read More;
Read More;
Read also
- Digital Marketing Information
- How to choose Best smartphone In Hindi
- Blogger vs Wordpress: which is Best for you in hindi
- How to make website On blogger In Hindi
No comments:
Post a Comment